So hello friends mera naam raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our jabarjast blog me.
To guys aaj ka ye blog bahut hi jayda important hone wala hai. Q ki guys aaj me aaplogo ko batunga.
Ki guys aapka aadhar card me jo mobile no add kiya hai. Usko aap kaise change kar sakte hai.
To guys agar aaplog bhi aapna mobile no ko aadhar card se change karna chahte hai. Our kio naya no dalna chahte hai.
To guys aaplog bas is blog ko dhiyan se pade our guys agar aaplog is blog ko dhiyan se padh late hai. To guys aap bahut hi aasani se aadhar card ke mobile no ko change kar paoge.
Our guys ye jo kam hai aap ghar se hi mobile se online aadhar card ke mobile no ko aap change kar paoge.
Our guys agar aaplogo ko mera material download karna hai. To guys aapko niche jana hai our waha aapko milega project file sabse pehle aapko usko download karna hai.
Our fir aapko our thoda niche jana hai our waha aapko milega all material waha aapko click karna hai. Our waha aapko light effect our jo use hoga sab aapko mil jayega.
To guys sabse pehle aap all material download kar ligiye our guys jo me photo use karta hu aapna video me agar aaplogo ko wo photo chiye.
To guys aaplog mare telegram channel se download kar sakte hai. To aapko telegram me jana hai our search karna hai technical rk.
How to change mobile no in aadhar card.
To guys agar aaplogo ko bhi aapna aadhar card ke mobile no ko change karna hai. To sabse pehle aapko google me jana hai our aapko search karna hai.
Our guys agar aaplogo ko aadhar card se mobile no jodna hai. To guys uspe maine already blog likh diya hai.
Guys usko aap padh sakte hai our aapna aadhar card me mobile no jodh sakte hai wo bhi bahut hi aasani se.
To guys google me aane ke bad aapko search karna hai. Uidai uske bad aapko bahut sara option mil jayega to sabse pehle wala option me click karna hai.
Uske bad aapko milega get aadhar ka option uske niche aapko milega book appoiement waha aapko click kar dena hai.
Our sabse pehle aapko aapna city select karna hai our prossed to book appoiement me click kar dena hai. Uske bad jo bhi mobile no aap add karna chahte hai usko dalna hai.
Uske bad niche aapko captcha code dalna hai our get otp me click karna hai. Our uske bad aapko ek otp aayega us mobile no par jo aapne avi diya tha.
Aadhar card ke mobile no ko change kaise kare.
Uske bad aapne no par otp aayega us otp ko dal dena hai. Our niche verify otp me aapko click karna hai.
Fir dosto ek naya page open hoga our waha aapko kuch details fill karna hai. Jaise aapna aadhar no our aapna name jo aapke aadhar card me hai.
Uske bad aapko aapna doucent select karna hai our aapna city select karna hai. Our jo bhi option hai aapko sara fill kar dena hai.
Our dosto sara details dalne ke bad niche aapko next me click kar dena hai. Uske bad aapko bahut sara option mil jayega to aapko new mobile no par click karna hai.
Our niche aapko dhik jayega jo aapne mobile no diya tha yani ki ye mobile no aapke aadhar se link ho jayega.
Uske bad aapko niche milega next ka option waha se next kar dena hai. Our uske bad aapko date and time select karna hai.
Book appoiement ke liye ki aapka kma time hai our aap aadhar ke center me jaoge wahi time and date dalna hai.
Uske bad aapko next kar dena hai our guys aapka book appoiement complete ho gaya hai. Our aab aapko usi date me jana hai.
Aadhar center jo aapke gao me samne hai our waha jake aapna aadhar card ke mobile ko change kara lena hai.
To guys is tarah se aap bahut hi aasani se aapne adhar card ke mobile no ko change kar sakte hai.
Our dosto agar aaplogo ko ye blog pasand aaya hai. To sabhi dosto ke saath jaroor share kare taki wo bhi aapna aadhar card ke mobile no ko change kar paye.
0 Comments