So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our new blog me.
To guys aaj ka blog bahut hi important hone wala hai. To guys aaj me aaplogo ko batunga ki aap kaise aadhar card download kar sakte hai.
Dosto agar aaplogo ne aadhar card bana liya hai. Our aap usko mobile se download karna chahte hai to is blog ko dhiyan se pade.
To guys agar aaplog bhi mobile se online aadhar card download karna chahte hai. To aap bahut hi aasani se download kar paoge.
Our dosto agar aaplogo ko aadhar card me upadate karna hai. To guys uspe maine article likh diya hai usko aap padh sakte hai.
Our guys agar aaplogo ko aapna kuch bhi update karna hai. To uspe v maine likh diya hai usko bhi aap padh sakte hai.
Dosto aap ghar se online mobile se aadhar card ko download kar sakte hai. Our dosto ye kam bahut hi aasan hai.
Our dosto agar aaplogo ko mera material download karna hai. To guys aapko niche jana hai.
Our uske bad aapko milega project file usko download karna hai. Our thoda niche jana hai our all material milega usko bhi download kar lena hai.
Aadhar card download kaise kare.
To guys sabse pehle aapko chrome browser ko open karna hai. Uske bad aapko search karna hai uidai uske bad aapko first option me click karna hai.
Uske bad aapko bahut sara option mil jayega to aapko milega get aadhar ka option to wahi par aapko milega download aadhar ka option waha aapko click karna hai.
Uske bad aapko 3 option milega to guys jo bhi aapke pas hai aadhar mo ya kio id to waha aapko click karna hai.
Our agar aapka aadhar card ka no hai to waha aapko dal dena hai. Uske bad aapko captcha fill karke send otp me click karna hai.
Uske bad aapko otp aayega jis no par aapka aadhar card link kiya hua hai. Uske bad aapko otp ko fill kar dena hai.
Mobile se aadhar card download kaise kare.
Uske bad niche aapko milega download ka option waha par aapko click karna hai. Uske bad aapko pura details mil jayega.
Our dosto me jo video banane ke liye photo use karta hu wo agar aapko chiye to aap mare telegram channel se le sakte hai.
Uske bad aapko aapka aadhar mil jayega to waha se aapko aapna aadhar card ko download kar lena hai.
To guys is tarah se aap bahut hi aasani se aadhar card ko download kar sakte hai. Aapne mobile se online
To guys agar aaplogo ko ye blog pasand aaya hai to aapne sabhi dosto ke saath jaroor share kare. Taki wo bhi aapna aadhar card online se download kar payega.
0 Comments