Subscribe Us

Vivacut video edoting | vivacut se status kaise banaye | how to make status on vivacut

 



So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai hamare ek our new and bahut hi sandar blog me. 



To guys aaj ka jo video hai wo bahut hi kamal ka hone wala hai. Jaisa ki aaplogo ne thambnail par dheka. 



Our friends maine bahut din se video nahi banaya hai. To iske liye sorry so frnds mera tabyat kharab ho gaya tha isliye. 




So frnds is tarah ka status avi bahut jayda trend me chal raha hai. Our friends aap yaha par aapna photo se is tarah se status bana sakte hai. 




Step, 1

So friends is tarah ka new and trending status editing karne ke liye sabse pehle aapko mare video ke descrapation me jana hai. 




Uske bad aapko all material link par click karna hai. Uske bad friend ek naya page open hoga. 




Our waha par mera jitna bhi video hai sab aapko mil jayega to jis video ko aap edit karna chahte hai. 




Aapko us video ke thambnail me click karna hai. Our niche jana hai our waha aapko milega project file usko click karna hai. 




Uske bad friend ek naya page open hoga our waha aapko milega click to download waha aapko click karna hai. 



Our friends waha par aapko kuch sec wait karna hai. Our project file ko download kar lena hai. 



Is tarah se aapko all material bhi download kar lena hai. Uske bad friend aapko play store me jana hai. 



Step, 2

Our friends uske bad aapko search karna hai vivacut our install kar lena hai. Uske bad friend app ko opne karna hai. 



Usko open karne ke bad friend creat me click karna hai. Our friends sabse pehle aapko ek video add karna hai. Jo aapne mare all material se download kiya tha. 



Our friends agar aaplogo ko video banane me ya kuch bhi download karne me problem hota hai. To friends aaplog mujhe Instagram par msg kar sakte hai. 




So friends aab video me aage barte hai to video ko add kar lane ke bad friend aapko overlay me click karna hai our aapko jo photo hai aapko aapna photo ko add kar lena hai. 



Friends aapna photo ko add kar lane ke bad aapko first photo me click karna hai. Right side me crop me click karna hai our sab photo ko 9:16 kar lena hai. 



Uske bad friend aapko right side me slide karna hai our canvas me click karna hai our 9:16 kar lena hai. 




Step, 3


Uske bad friend aapko overlay me click karna hai our ek simple video add kar lena hai. Our thoda chota karke niche lagana hai. 



Uske bad friend aapko usko dhekna hai simple video ko ki uska photo kaha se start ho raha hai. Waha aapko aapna photo me click karna hai. 



Our friends roght side me milega kainchi ka option waha se photo ke extra part ko cut kar lena hai. 



Our right side wala part photo ko delete kar dena hai. Uske bad fir se aapko second photo me click karna hai. Our photo ko cut kar lena hai. 



To friends is tarah se apne jitna bhi photo add kiya tha apko simple video ko dhek kar aaram se sabhi photo ko cut kar lena hai. 




Step, 4

So friends all photo ko cut kar lena ke bad friend aapko first photo me click karna hai. Our waha aapko milega animation ka option waha aapko click karna hai. 



Out friends waha aapko bahut sara effect mil jayega to friends sabse pehle aapko kisi bhi photo me click karna hai our aapka jo man wo effect laga sakte hai. 



So friends aap aapne hisab se dhek ligiye ki aapko kon sa effect aacha lagta hai. Uske hisab se aap sabhi photo me effect add kar ligiye. 




So friends all photo me effect ko add karne ke bad friend aapko first me aana hai. Jaha se aapka photo start ho raha hai our ek particle video add karna hai. 

Project file


Our friends usko zoom karna hai our right side me slide karna hai our waha aapko milega blanding ka option waha se screen kar lena hai. Our fir se ek light effect video add karna hai. 



So friends isko bhi same uske tarah zoom karke blanding me jake screen kar lena hai. Our first me aana hai. Our niche aapko milega add sound waha aapko click karna hai. 


Step, 5


So friends jaise hi aap waha par click karoge to aapka sab audio mil jayega aapko is video ke song ko add kar lena hai. 

All material


Our guys finally hamara video ban ke ready ho gaya hai. Our aab friends aapko export me click karna hai. Our waha aapko bahut sara option mil jayega. 



To friends aapka jo man waha se aap export kar sakte hai. Chahe wo 1080p ya 720p to aap export kar ligiye jaise hi export karoge to aapko video save ho jayega gallery me. 



So friends agar aaplogo ko ye video pasand aaya hai to sabse friends ke saath jaroor share kare tq. 

Post a Comment

0 Comments