So hello friend mera naam hai raju our aap sabhi ko hamare new blog par welcome hai. So guys aaj ka blog aaplogo ke liye bhaut jayda important hone wala hai.
Friend aaj me aaplogo ko batana wala hu ki aap pf ka paisa ko kaise nikal sakte hai. Dosto agar aapke pf me paisa cut raha hai.
Our aap usko band karke usko nikalna chahte hai to guys aaplog bas is blog ko dhiyan se pade. Dosto agar aaplog is blog ko dhiyan se padh late hai to aap bahut hi aasani se pf ke paisa ko nikal sakte hai.
So friend agar aap kahi par kam karte hai our aapka pf cut ho raha hai. Our dosto pf me aapko bahut jayda banifit bhi hota hai. Our agar aap pf cut nhi karna chahte hai.
Our dosto aap pf ke paisa ko nikaalna chahte hai. To guys aaj aaplogo ko step by step batunga ki aap kaise bahut hi aasani se ghar se pf ke paisa ko nikal sakte hai.
Material download.
Friend agar aaplogo ko mera all material download karna hai. To guys aapko jayda kuch nahi karna hai. Aapko is blog ke niche jana hai.
Our dosto niche jane ke bad aapko milega all material to aapko waha par click kar dena hai uske bad naya page open hoga fir click to download me click karna hai. Our 10sec wait karna hai uske bad aap all material download kar paoge.
Pf withdrawal process online.
To friend pf ke paisa ko online withdrawl karne ke liye aapko aapna mobile no hona important hai. Nahi to aapko dikkat ho sakta hai.
To friend sabse pehle aapko kio bhi browser me aana hai our search karna hai. Pf member likh kar search karna hai our sabse upar me hi aapko milega member home ka option waha aapko click karna hai.
Uske bad ek naya page open hoga uske bad niche right side me milega uan no dena ka option to jo aapko uan no hai usko dal dena hai. Uske bad aapka jo password hai usko dalna hai. Our waha aapko captcha milega usko fill kar dena hai.
Friend niche aapko milega sign ka option waha aapko click kar dena hai dosto aapna details dhekne ke liye aapka uan ke saath aadhar card link hona chahiye tabhi aap sab dhek payenge.
To guys aapko upar me milega online service me click karna hai. Our dosto agar aapka sab details sahi hoga to ek naya page open hoga. To niche aapko milega bank account no dena ka option waha aapko aapna bank account no fill karna hai.
Pf ka paisa online kaise nikale.
Bank account no fill karne ke bad verify me click karna hai agar aapka bank account uan ke saath link hai to kio problem nahi hoga. Uske bad niche process for online claim par click karna hai.
Uske bad friend ek naya page open hoga jaha par aapka details sab so hoga aap aapna details dhek sakte hai. To niche i want to apply me click karna hai. Our waha only pf withdrawl me click karna hai.
Our dosto niche aapko aapna passbook ka photo dena hai. Uske liye sabse pehle aapko aapna passbook ko photo click karke rakh lena hai.
Uske bad aapko niche aana hai our I agree me click karna hai our get aadhar otp me click karna hai. Uske bad jo aadhar card link hoga usme otp aayega. Us otp ko aapko fill kar dena hai .
Dosto jaise hi otp verify hoga aapko niche likha aa jayega verify successful ho gaya hai uske bad agar aap click here me click karte ho to. Aapko pdf mil jayega waha se aap sab dhek sakte hai.
To friends waha aapko receving mil jayega taki aapka proof rabega ki aapne from submil kar lena hai. To dosto is tarah se aapko our ek bar fill kar lena hai. Jaise sabse pehle account no dena hai our waise hi same fill karna hai.
To friends uske bad naya page open hoga our jo aapne from fill kiya tha wo sab aapko show ho jayega to dosto agar aaplogo ko ye blog pasand aaya hai to share jaroor kigiye tq.
0 Comments