Subscribe Us

How to book train ticket in paytm || train ticket kaise book kare

 




So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our bahut hi important blog me. 



To guys aaj ka blog kafi important hone wala hai. Q ki guys aaj me aaplogo ko batunga ki aap kaise online train ticket book kar sakte hai. 




Dosto agar aaplog khi par jate ho to uske liye aapko train ticket book karna padta hai. Our uske liye aapko station jana pdhta hai. 




Lekin guys aaj me aaplogo ko batunga ki aap kaise ghar se online paytm se train ticket book kar sakte hai. 



Our dosto bahut sare logo ko pata nhi hai ki train ticket kaise book karte hai. To aapko agar janna hai ki online se train ticket book karna. 




To guys aaplog bas is blog ko dhiyan se pade agar aap log is blog ko dhiyan se padh late hai. To guys aap bahut hi aasani se paytm se train ticket book kar sakte hai. 




How to book train ticket in paytm. 

To guys agar aaplogo ko paytm se train ticket book karna hai. To guys sabse pehle aapko paytm app open karna hai. 




Uske bad aapko niche aana hai. Our aapko milega train ticket waha aapko click karna hai. Uske bad aapko book tricket me click karna hai. 




Uske bad aapko station select karna hai jis station se aap jana chahte hai. Uske bad aapko jaha jana hai usko select karna hai. 


Project file


Uske bad aapko date select karna hai jis date par aap jana chahte hai. Waha aapko calender mil jayega to waha se aap date select kar ligiye. 




Uske bad aapko search trains me click karna hai. Uske bad aapko train ka naam our number mil jayega aap dhek sakte hai. 



Our ye train kitne baje se lake kitne baje tak aapko pahucha dega our total time aapka kitna legega. Our agar seet book nhi hai to aapko dhik jayega ki seet khali hai. 





Our agar seet khali nhi hoga to aapko likha hoga not available our agar aapko slipper class book karna hai. To waha aapko slipper class chose karna hai. 





Uske bad aapko book par click karna hai our uske bad aapko irctc id dalna hoga our agar aapke pas nhi hai. To niche milega creat new ka option waha aapko click karna hai. 




Train ticket book kaise kare. 

Uake bad aapko creat new irctc me click karna hai our jo bhi name aap rakhna chahte hai. To aapko dalna hai. Uske bad aapko securicy question select karna hai. 


Shake effect



Uske bad uska answer dalna hai our next karna hai. Our uske bad aapko kuch aapna details dalna hai. 




Jaise ki aapna name and gender and mobile no email id uske bad niche aapko aapna address dalna hai. Uske bad sign up me click karna hai. 





Uske bad mobile no our email is par otp aayega usko aapko fill kar dena hai. Uske bad aapko confirm me click karna hai our aapka account ban gaya hai. 




Uske bad aapko ek mail aayega usme aap password our name dhek sakte hai. Our jiska tricket aap book karna chahte hai. Uska details fill karna hai. 




Our aapko next kar dena hai our aab 1 passenger add ho gaya hai. Agar aapko our add karna hai to add me click karna hai. Our aap our bhi add kar sakte hai. 





Uske bad aapko dastanation address dalna hai jaha aap jana chahte hai. Uske bad aapko niche aana hai our agar aapko insurance karna hai to aapko 1 tik karna hai. 





Uske liye aapko kuch charge lagega our agar aapko kuch ho jata hai. To aapko insurance me jo milta hai. Wo aapko milega uske bad aapko confirm me click karna hai. 




Uske bad aapko prosed to book me click karna hai. Uske bad aapko payment karna hoga aap cradit card babit card se pay kar sakte hai. 





Payment karne ke bad aapko irctc website me direct kar diya jayega jaha aapko aapna password our captcha dal kar submit karna hai. 





Our dosto uske bad aapka ticket book ho jayega aap waha par dhek sakte hai. Uske bad aapko aapna ticket download karne ke liye download ticket me click karna hai. 




Our aap aapna ticket ko download bhi kar sakte hai. To guys is tarah se aap online train ticket book kar sakte hai. 

Post a Comment

0 Comments