Subscribe Us

Axis bank account opening 2022 - axis bank me online account kaise khole

 





So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our bahut hi kamal ki blog me. 



To guys aaj me aaplogo ko batane wala hu ki aap kaise ghar se online axis bank account open kar sakte hai. 



To guys agar aaplog bhi ghar se hi online bank account open karna chahte hai. To guys aaplog bas is blog ko dhiyan se pade. 




Dosto agar aaplog is blog ko dhiyan se padh late hai. To aap bahut hi aasani se ghar se online axis bank account open kar sakte hai. 




Our dosto agar aaplogo ko sbi me account open karna hai. To guys uspe maine already blog likh diya hai aap use jake padh sakte hai. 



Our dosto aap sbi ka bhi account ghar se hi online account open kar sakte hai. Dosto aapko ek bar bhi bank nhi jana hoga. 




Our dosto agar aaplogo ko kuch bhi problem hota hai. To guys aaplog mujhe instagram par msg kar sakte hai. 



Axis bank account opening 2022.

To guys axis bank me account open karne ke liye sabse pehle aapko play store se ya kahi se axis bank ka app ko download kar lena hai. 



Uske bad aapko opne karna hai ya fir aap uske official website par bhi ja sakte hai. Our uske bad aapko open karna hai app ko. 


Project file


Our aapko bhaut sara option mil jayega to guys sabse pehle aapko dhiyan se padh lena hai. Sab kuch details mil jayega ki kitna aapko banifit milega. 



Guys waha aapko sab kuch mil jayega aap kya open karna chahte. Saving account ya our kuch sab kuch mil jayega. 



To guys sabse pehle aapko upar me aana hai our waha aapko milega applya now ka option waha aapko ek bar click karna hai. 



Uske bad aapko aapna location dena hai our niche aapko milega camera ka option waha se aapko kyc ke video dena hai. 



Uske bad aapko next karna hai our sabse upar me aapko aapna pen card no dalna hai. Our uske niche aapko aadhar card no dalna hai. 


All material


Our uske niche aapko aapna mobile no dalna hai. Our ye mobile no aadhar card se link hona chahiye uske bad aapko i agree me click karke next kar dena hai. 





Axis bank me online account kaise khole. 

Uske bad process me click karna hai our aadhar consent milega usko i agree kar dena hai. Uske bad aapko aapna mobile no par otp aayega usko aapko fill karna hai. 



Our confirm otp me click karna hai uskw bad aapko kuch sec wait karna hai our aapko aapna persinol kuch details fill karna hai. 



Uske liye persinol me click karna hai our aapna email id dena hai. Uske bad aapko aapan marrige status select karenge our niche aapna agucation quigily select karenge. 




Uske bad aap kam kya karte hai wo aapko select karna hai. Uske bad aapko niche dalna hai ki aap kitna kamte hai saal me wo aapko dalna hai. 





Our save me aapko click karna hai Uske bad aapko apna family details fill karna hai. Uske liye plus ke option me click karna hai. 




Uske bad aapko aapna father name dalna hai our mother name dalna hai. Uske bad agar aapko nomani add karna hai to add nomani me click karna hai. 



Our dosto aap bad me bhi nomani add kar sakte hai. Uske bad aapko save me click karna hai. Our I agree karna hai agar aap nomani nhi bharte hai to. 







Online bank account open kaise kare. 

Uske bad aapko aapna address add karna hai uske liye plus ke option me click karna hai. Uske bad jis jagha par aapna kuch bhi ordar karete hai. 



Jaie bank se kuch bhi product aata hai wo address aapko dal dena hai. Jo bhi aap address use karte ho. 




Dosto aapna sara address dal dane ke bad aapko save me click karna hai. Uske bad agar aap sirf india me tax pay karte hai. 



To aapko yes karna hai uske bad review and prossess me click karna hai. Uske bad aapko aapna sab kuch details so jo jayega waha se aap sab kuch dhek sakte hai. 




Uske bad aapko full kyc karna hai uske liye i accpect me click karna hai our check agent abality me click karna hai. 




Uske bad jo bhi agent avabable hoga wo aapko video call karega our aapko aapna pen card show karna hai. Uske bad aapko siggnature krna hai our usko dhikana hai. 



Uske bad guys aapka full kyc complete ho jayega ek bar full kyc hone ke bad aap us account ko unlimited use kar sakte hai. 




To guys is tarah se aap bahut hi aasani se ghar se online axis bank account open kar sakte hai. Our sabhi dosto ke saath jatoor share taki wo bhi online ghar se bnak account open kar paye tq. 

Post a Comment

0 Comments