Subscribe Us

New Aadhar card kaise banaye | online Mobile se | How To Apply New Aadhar Card


 


So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our new and kamal ki blog me. 




To guys aaj ka blog kafi important hone wala hai. Q ki guya aaj me aaplogo ko batunga ki aap kiase online aadhar card bana sakte hai. 




To guys agar aaplogo kisi ka aadhar card banana chahte hai. Ya fir aapne avi tak naya aadhar card nhi banaya hai. 





To guys aaj me aaplogo ko batunga ki aap kaise new aadhar card bana sakte hai. Wo bhi ghar se hi online. 




To guys agar aaplogo bhi janna chahte hai ki new aadhar card kaise banaye to guys aaplog bas is blog ko dhiyan se pade. 




Guys agar aaplog is blog ko dhiyan se padh hai to guys aap bahut hi aasani se online aadhar card bana sakte hai. 




Our dosto aapko to pata hai ki avi chote bacche ka bhi avi aadhar card jaroori hai. Our aap online aadhar card bana paoge. 




Our dosto aadhar card banana bahut hi jaroori hai. To guys agar aap bank me khata kholte hai to bhi aadhar card chiye. 




Our dosto agar aaplogo ko mera material download karna hai. To guys aapko niche jana hai our wah aapko milega project file usko download kar lena hai. 


Project File


Our agar aaplogo ko light effect our baki jo material hai usko download karne ka liye our niche jana hai. 




Our waha aapko milega all material waha par aapko click karna hai. Our all material download kar lena hai. 




Our dosto agar aaplogo ko video banane me ya kuch bhi problem hota hai. To guys aaplog mujhe Instagram par msg kar sakte hai. 





New aadhar card kaise banaye. 

To guys aadhar card banane ke liye sabse pehle aapko crome browser me jana hai. Our search karna hai. 




Uidai uske bad jo aadhar card ka official website hai wo open hoga uske bad aapko first option me click karna hai. 


All material


Our uske bad aapko bahut sara option mil jayega to aapko book aipoiment me click kar dena hai. 




Uske bad fir se aapko niche aana hai our waha aapko mikega book aipoiment waha aapko fir se click karna hai. 





Uske bad aapko sabse pehle aapna mobile no dalna hai jisse aap aadhar card banana chahte hai. Uske bad aapko captcha fill karna hai our next kar dena hai. 




Our uske bad aapko ek otp aayega us otp ko aapko fill kar dena hai. Uske bad aapko 2 option milega ek aadhar card our ek new to aapko new me click karna hai. 




How to apply aadhar card online. 

Uske bad aapko aapna name dalna hai jisse aap aadhar card banan chahte hai. Our date of birth dalna hai. 




Our male ya female wo sab dalna hai our uske bad sab kuch bharne ke bad save and prcess kar dena hai. 




Uske bad aapko 2 option milega to aapko padh lena hai. Our ek ko select karke next kar dena hai. 





Uske bad aapko aapna address ko dal dena hai jo bhi aapka address hai. Wo aapko dal dena hai uske bad aapko next kar dena hai. 




Uske bad aapko email sab kuch dane ke bad aapko fill kar dena hai. Our aapka otp aayega our usko fill kar dena hai. 





Uske bad aapko ek tik laga dena hai our submit kar dena hai. Our dosto finally hamara aoipoint ho gaya hai. 





Our dosto uske bad aapko site me aana hai our kuch din bad aapka process complete ho gaya hai. 





To guys is tarah se aap aapna new aadhar card bana sakte hai. Wo bhi ghar se online our aapne sabhi dosto ke saath bhi share kare tq. 




Post a Comment

0 Comments