So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Hamare ek our new blog me.
To guys aaj me aaplogo ko batunga ki aap kaise bilkul free me pen card bana sakte hai. Our dosto aap ghar se hi bana paoge.
Our dosto avi pen card bahut jaroori hai aapko bank ke liye bhi pen card chiye our bhi kam ke liye pen card chiye.
Our dosto aaj me aaplogo ko bilkul free me pen card banakar shikane wala hu. Our dosto aap bahut hi aasani se bana paoge.
How to apply pen card.
To guys agar aaplog bhi pen card banana chahte hai. Wo bhi bilkul free me to guys aaplog is blog ko dhiyan se pade.
Guys agar aaplog is blog ko dhiyan se padhe late hai. Guys agar aaplog is blog ko dhiyan se padh late ho to aap bahut hi aasani se pen card bana paoge.
Our dosto agar aaplogo ko mera material chiye to guys sabse pehle aapko niche jana hai. Our waha aapko milega all material.
Waha se aapko all material download kar lena hai. Light effect, boarder png sab kuch aapko download kar lena hai.
Our dosto agar aaplogo ko video banane me ya kuch bhi problem hota hai. To guys aaplog mujhe Instagram par msg kar sakte hai.
Pen card kaise banaye.
To guys pen card banane ke sabse pehle aapko aapna browser ko open karna hai. Our search karna hai income tax uske bad ek page open hoga.
Project File
Our uske bad first no par click kar dena hai our uske bad left side me milega Instant Pen trouth aadhar waha par aapko click kar dena hai.
Uske bad aapko milega get new pen ka option waha par aapko click kar dena hai. Uske bad aapko aapna aadhar no dal dena hai. Our captcha fill kar dena hai.
Uske bad aapko accpect me click kar dena hai our Gentare opt me click kar dena hai. Our aapka ek otp aayega us otp ko fill kar dena hai.
Uske bad aapko fir se accpect karke validate aadhar otp and continue me click kar dena hai. Our uske bad aapko aapko sara details mil jayega.
Free में पैन कार्ड कैसे बनाये आनलाईन.
Uske bad aapko puri jankari mil jayega our aapko i accpect me click kar dena hai. Our thoda niche aana hai our submit pen request me click kar dena hai.
All material
Our dosto finally hamara pen car ke liye apply ho gya hai. Our dosto aapna status janne ke liye.
Aaplo fir se ishe site me aana hai our waha se aap check kar sakte hai. Our aapna pen card ko download kar lena hai.
Our dosto aap is tarah se ghar se hi aapna pen card ko bana sakte hai. Bilkul free me aapko ek bhi paysa nhi lagega.
Our dosto agar aaplog kisi shop se pen card banate hai. To aapko laghbag rs20 ya rs 150 lagega our aap yaha se free me bana sakte hai.
To dosto agar aaplogo ko ye article pasand aaya hai. To aapne sabhi dosto ke saath share jaroor kare tq.

0 Comments