So hello friends mera naam hai raju our aap sabhi ko swagat hai. Fir se ek new blog me so guys jaisa ki aaplogo ne thambnail me dheka guys aaj me aaplogo ko is tarah ka status editing karke shikane wala hu.
Our dosto is tarah ka status editing aap bahut hi aasani se kar sakte hai. Our is tarah ka status avi kafi trending me chal raha hai.
Our guys aap aapna photo se is tarah ka trending status editing kar sakte hai. To agar aaplog bhi is tarah ka status editing karna chahte hai.
To guys aaplog is blog ko dhiyan se pade agar aaplog is blog ko dhiyan se padhte hai. To aaplog is blog ko dhiyan se pade.
Our dosto agar aaplog is tarah ka status editing karna chahte hai. To sabse pehle aap all material download kar ligiye.
Material download karne ke liye sabse pehle aapko niche jana hai. Our waha aapko milega download ka option jaise hi waha click karoge to all material download kar paoge.
Our dosto agar aaplogo ko video banane me ya kuch bhi problem hota hai. To guys aaplog mujhe Instagram par bat kar sakte hai.
To guys is tarah ka status editing karne ke liye sabse pehle aapko app ko open karna hai. Our 9:16 ko select karke niche jana hai.
Our fill karke next kar dena hai uske bad aapko ek lyrics video add kar lena hai. Our uske bad aapko 6 photo add karna hai.
Uske bad photo me click karna hai our thoda zoom kar lena hai. Sabhi photo ko zoom karne ke bad aapko first me aana hai.
Download
Our ek green screen video add karna hai our full screen kar lena hai. Our croma key me jake enable kar lena hai.
Uske bad aapko dhekna hai ki green screen video ka effect kaha par aa raha hai. Waha aapko aapna photo ko cut kar lena hai.
Our dosto agar aaplogo ko yaha se material download karne me kio problem hota hai. To guys aaplog mare telegram channel se all material download kar sakte hai.
Uske bad aapko ek light effect video add kar lena hai. Our full screen karke blanding me jake screen kar lena hai.
Uske bad send to back kar dena hai uske bad aapko ek our light effect video add kar lena hai.
Uske bad aapko blanding me jake screen kar lena hai. Uske bad aapko first me aana hai.
Our dosto finally hamara video pura complete ho gaya hai. Our aab aapko aapna video ko export kar lena hai.

0 Comments